Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mubarik ho IS aj ap kafi dino bad lunch kary gay :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

me again having kfc :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:-) aap b ja k lunch kar lain :@:

nai bahir ja k khaiye hain sb kuch
mai office mai ghar se lunch nai lata :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mai lunch kar chuka hon :@:
kher mubarak

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

^pakistan me do orange bhi milteinh hain kya?

hamare yanha to ek darjan/dozen lene parte hain

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yaha pe tu ik orange b mil jata hay :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

hamare yanha kuch khaas jagah par milte hai warna ek ya adha darjan lene parte hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lagta hay Hattori-san ko b ksi nay KKF ki tarha Pakistan k baray mein galat information feed karna shuru kar di hay :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:omg: shayad IS bhai ko dekh ke de diya hoga :omg:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

khabardar IS ko kuch kaha to

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:hayaa:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap pakistan a k 1 orange le jaya karien :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nahi in ko ham orange ki jagha pyaz khilain gay :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nai mere dosat ne liya tha apne ar mere liye :slight_smile:

keh laine dain koi baat nai :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji main apna adress apko pm kar deta hun aap parcel kar diya karein:@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

orange b PM ho jai ga, address ki kia zaroorat

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aor kahay gay k khanay usi tarha hay jaisay orange khatay hein

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ji zaror roz ka ik orange kar diya karon ga :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap bhi hans rahe hain bhai.............

pyaaz to main apne saath india le aunga.........:@: