Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ya i love khichri but a different one.....

khichri of tuvar/toor/arahar daal not baghari hui instead boiled one.....

then uspe pyaz/onion ke saath garam kia hua oil ya ghee daal ker khata hun

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

little princess i love khichri :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Arhar ki daal wali is good too (r u from the north)
But my fav is khari mong ki dal wali

I thought ur khati hoon not khata hoon :bummer:

I loveeee:wub: it tooooooo
But its not my bro’s fav :hehe: dekh k he uska pait bhar jata hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Oops...sorry...u wrote marathi...u wont be from north.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

no i m khata hun:D may be my nick is confusing :D

i m from central india we say tuvar daal but i was not sure what u call it in pakistan so used all the terms i knew.....

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Andhra ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

^no maharashtra-Mumbai is state capitol....but i m just 100km away from andhra.....

but u know andhra................?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Havent been there...but I thought it was in Central India.Thts why asked.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

andhra means start of south india..............

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Ahan.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

apni pasand ka khana

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

channay ki daal and salad with mooli

" BurrrrrrrrrrrPPPPPPPPPppppppppppppppp"

isskueeze me :blush:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nai wo to main kar k e sota hon :@:

yep typically lahori ishtyle khichri … its so yummy

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Darwaze, khirkhiyaan khool dain ar sare fan chala dain :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abhi tak nhi kya kr k batu gi :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aaj lunch ka mood nahi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Lunch main Biryani with seakh kabab ar 2 orange :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kia baat hay aap ki

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

office me orange bhi laate ho kya?:D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nahi inho nay chabay par khara ho kar khaya