Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ALLAH NE BOHAT KUCH DIA HUA HI ,SHUKRIA:hat::cb:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Jiia thank God tum aa gai, GS par itnay dino say ksi nay biryani nahi pakai :). bus jaldi say choolha jalao aor ham bhooko ko khana khila kar duain lo :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:nahi: mi BAMAAAAAAAAAAAAAAAR hun na aj kal khane ki chute

vo to gaya mi kia khaon gi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

phir pakany ki duty apnay un ki laga do na. aor choolhay k sath baandh do unhay :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

vo bara kaam chor hi ,nahi kerny wala:mad:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kaam chori ka to mujhay b experience hay, baijha hoa khana b rastay mein kha jata hay :frowning:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ham FAKHAR NAHI KERTY:omg: :rotfl:

kaha tha gana sun,na BISMILLAH KARAN:k:ose k liay hi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

tehro mein abhi youtube open karta hu. soch lo waisay ? gana sun lia to tumhara eik aor weak point hath aa jai ga :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

vo POINT itna big he k logon ki saans oper ki oper reh jate hi:omg:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lovely song. Pakistan mein kuch logo ki mobile tunes par suna hoa hay.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

but us din to tum kuch aor kah rahi thee. woh shaid kuch karnay k baray mein tha.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kia kerny:eek: :e6:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

is that name of the song ? i remember that the one you told me was something like kuch na kar k b bohat kuch karta hay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

u mean saarean tu wada fankaar jo he?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

yes, saria to wada fankaar jo he. kuj v howay sardar jo hay.

sorry for my poor knowledge about songs. mein lagay b howay to itna dehyan nahi daita.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

sote hue dekhna

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

khichri with chaat masala

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

beef pulaoo

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

khawab mein ? :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

noodles