Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mein nay b noodles hi khai kuch dair pehlay

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kuch nahin

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aaj aap k mohallay mein sooraj jaldi nikal aya ? :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oh bhai sahab sooraj ki bat nah karo

ajkal hum 4.40 ampeh uth jaty hain

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kio ? pehli train ko hari jhandi aaj kal aap dikhati hein ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lunch to abhii door hai aur merii dast-e-ras se pare hai :(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

jati huwai fajr ko pakrti hoon /

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

tome pata chal gay hi na AJ TUM BHUKE HI marne :2guns: marne waley ho:smilestar: BHULAKAR:aj:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

jiia hosh ke nakhan lo

apny paray ko dekh ke goli maro KKF apny bhai hai bhai ko bachanyt ke lia apan 3 khoon karyn ko tyar hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aap k bhai ko bachanay ki gurantee mein daita hu but woh teen khoon phir aap ko mairi marzi k logo k karnay ho gay ? Manzoor hay to list PM karu ? :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bhai mery ko kuch nahin ho sakta ek kam karti main pehly u khoon kar deti iss tarah 3 be gunah bach jain ge

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

maira khoon matt karna. baad mein meri life inusrrance k money par pata nahi kitnay khoon ho jai gay aor aap 3 khoon say bachti bachti pata nahi apnay hath par kitnay khoon lay baithay :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mujy chor do aj esko maar hi dena hi mine,mujy vese b 7 khon maaf hen*mola jatt*

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Mola jutt to purana ho gia hay, i think koi nai indian movie b hay is naam ki aaj kal.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

[quote="KayZ, post:86, topic:244066"]

Mola jutt to purana ho gia hay, i think koi nai indian movie b hay is naam ki aaj kal.

mola jutt daapna khoon ho gaia toon kis noon dhamki de rahi jiia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mola jatt tay noori nath :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kuntuty mola jutt di bewa kidher gai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

a trang add ch phirdi rendi a trang he trang hai

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

eh toon kid gal peh karda naa das menoon

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

apni smart heroine saima :cb: