Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

thank God k ap ho :hug:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

bus ab to din guzer rahay haen

phir to rozay aur roz fry khana :smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

rozon main hi to maza ata hy khana khany ka

sara din bhooky rehny k baad sham ko khana khana :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken Croquettes and Fruit Cocktail.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aur log kehtay haen rozoun mein weight kum hota hai

:smack:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Chicken Biryani . . .

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nihaari aur penne arabiata :meeno:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ab to yad b nahi k kia khaya tha.

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lunch main paratha alu keema ;)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Alu Ki Maan ?, matlab bohat bara Alu ?

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

naan chanay :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kuch nahi

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

gobhi wala paratha yougert

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

us k baad 8 hours tak GS par matt aiay ga :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nothing

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mango

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oye

mango to meinay bhi khaya tha :meeno:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oye kis ko kaha ? :smiley:

but mujhay ziada maza aya kio kuch din pehlay tak mein 1 week ki mango break par tha apnay doctor k kahnay par :slight_smile:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

oye waisay he kaha

:smilestar:

wo jaisay misaal kay tor pay

“oye haan yaad aya”

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

uff yeah larkia. aagar mein nay aap ko Aaa kaha hota to issue ho jana tha. aaj kal GS par waisay hi ham males k against baray thread open ho rahay hein. ham jain b to kidhar jain :frowning: