IS
241
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
kyo main ne aisa kaya keh diya
main tu is laiye keh raha hon k 9 baje tak jo meri halat thi wese na ho dubara
kal raat ko savour ka crispo burger ar rahat ka creamy salad khane k baad mujhe food poisoning ho gai hay 
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Oho…Hath haula rakhna tha na pai jan…Russian salad after Crispo 
Get well Soon 
Sannan
244
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
main nay Eshal ko kaha tha aur aap darmiyaan mein aa gaiy 
mein aap key liye thread open kar doon kia 
pktun
245
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lunch ka time hua hi nae :(
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
aaj lunch nahi, brunch kiya maine...had briyani and bihari chicken
KayZ
247
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
baijha fry
KKF
248
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
abhii naashte se hii mukkaa-laat nahiiN huii...lunch kujaa!!! :( aaj shaayad roza hii na ho jaaye :(
KayZ
249
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
dobara baijha fry
bbeats
250
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
metha pan
dinner main wese 
KayZ
251
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
phir aqal ka taala khula ? (kha k paan Banaras wala, khul jai band aqal ka taala
)
bbeats
252
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
maine phele kabi akal ka tala nahi dekha to naih pata :@:
KayZ
253
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
maine phele kabi akal ka tala nahi dekha to naih pata :@:
khulnay k baad hi nazar ata hay. is ka matlab hay abhi tak nahi khula :)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
lunch bun raha hai
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
Kiya bna rahi hain ap korni baji 
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
mein janaab aaj nihari aur penne arabiata bana rahi houn :)
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
nihari 
me ko bhi do gi na pljj 
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
bilkul bilkul
no problem 
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
thank you 
warna i thought mujhy aj bhooka rehna pary ga 
Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya
humaray hotay huway koi kyun bhooka rahay ga JAANI 