Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

thodi si haleem say to darh b geeli nahi hoti :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

only kachi lasi piti

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

springroll :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

lol

ab itni thori bhi nahin thi haleem

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

maiN ne abhii Gham khaayaa aur lahuu piyaa :)

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

apni fakhta ko zabah karny ka ghum or lahuu piyaa

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya


nahiiN nahiiN jii...vo to baRii samajhdaar hai...mujhe dekhte hii uR jaatii hai :(

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

or ek u hai keh uss ko pakrny keh lia jub lupkta hai thaan ker keh gir jata hai bedhani main

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

abi tu lunch ka time hi nai howa :@:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

nahi kia

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

khichri with dahi and chaat masala

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

kio pait kharab hay ? :D

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

crisps ..

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

aaj lunch nai karna main ne :crying:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

mein nay lunch mein chicken karahi khani hay :yummy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

^ :nah:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

ALLAH kare mera aaj ka baqi din kher khariyat se guzar jaiye :bummer:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

:ast:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Allah khair…kis nay kaha tha subh subh Sannan say baat kernay ko? :emmy:

Re: Aaaj aap ne Lunch main kaya khaya

Mujh say baat kar kay tou sub ka din buhat he ACHA guzarta hay :blush:
** masoom see shakal bna kar daikhing ****