~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mujhe pata hai :barbie:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

dinner mai tu bohat time hay abi per lunch main allo qeema and daal khai thi
wese last night dinner main pizza khaya tha

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Apko kuch nhe pta :snooty:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aabi mi nay beakfast finish kia:alhamad:soooooooooooo happy

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

tumhara???waqi :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

^ itna late

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

haan mera :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mi abi morning walk kar k ae hun jb say GS PAY AE HUN I GAIN 5 KG :smack2:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

duper main morning walk :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nahe MARAY TO 10 HI BAJAY THAY:smack:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

10 baje b itni suba nai hoti :snooty:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:hehe: :hehe: :blush: :konfused: han hote to nahi :hehe: park sath ho yahi maza hi,oyho orr ghus jao park mi

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

is terha tu pakistan main loug dhuste the parkoo main :@: liken walk karne k laiye nai :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kuch kuch ya b hotay hyn sham ko

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kai wo kuch kuch desi tu nai hote :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Chundiaya to Amman gee say sirf tumhain parti hain :snooty:
mujhay pyaar bhari jotiaan he parti hain :barbie:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

main ne sab kuch kha liya hai :blush:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

plates bhi :smack:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

main ne Princess Kate ki tarha plate main nai khaya :blush:

biscuit n milk