~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

as u say … :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

awww acha see the list there :sannan:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

shami kabab with mayo and roti

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

fruits

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

chicken Fajita Pizza from pizzahutt :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Pizza :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

biscuit

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

letz see wht my mom cookz......hopefully something good....haha

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

yup love those…
I know kids just love junk food…:frowning:

well they’re gonna eat what I cooked for lunch,so…:cb:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

achchhaa good :slight_smile: yeah, i know…kids are the biggest junk eaters :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Aaj naheen kal main nay
Chicken Broast
Fish
Mutton Karachi
Beaf Tikka
Pizze
Daal Mash
Naheen khai :(

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

main b yahi kehne lagi thi :cb: ab sachi bata dain k kya khaya???gubay,chandain or phenti from your sweat hearts :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Dinner nhe khaya raat mein :nahi:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

toh kya khaya phir waleedoo baba :@:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Kuch nhe

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

na karrrrrrrrrrrr jhoote :cb: tumhare to khabay he maan nai,sari gwal mandi ujarr di :cb:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hayeeeeeee i miss gawal mandi :crying:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

milk :(

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kiun miss karte ho???ab to koi chirrya nai wahan bolti or tum miss dhoond rhe ho :omg:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:smack:

Mera matlab tha wahan ke khanay :yummy: