~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

handi kay illawa plate main bhi banti hay kia biryani :konfused:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mairay bhai fikar not main tumhain tumhari honay walli bhabi kay hathoon key biryanbi zaroor khilwaon ga :lifey:

keon Rabi :wub:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

eeww .. dnt call me rabii ..

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:hehe: so wat shud i call u baby :hmmm:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

no u call me nuthin ..

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

hain main to srf beryani ki bt kr reha tha yehan to kuch or hi chl reha hy

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

oh hi nuthin :wub: h r u ? dont’ be angry
i’m cumin and lets ve a dinner

see u soon
bye

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

ma aj dinner main bindi roti khaye hy

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abhi dinner kahan.....

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Dinner ma aaj serva hoga keema and bell pepper salan and roti inshAllah

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kia kachi handi :eek:
mujy batao kahan se li me bhi lungi:blush:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kitchen se lii .. :cb: ..

ajj i will hav chips cheese n beans .. :slight_smile:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

subha subha kon sa dinner hota hay :crying:

kal raat ko i ate pizza . . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

yeah right, kaal raat koo chicken boneless handiii & rognii naan

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kal raat ko dinner main allo qeema khaya tha . . .

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kaal raat Mutton ka salan thaaa + Falsay :meeno:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Falsay salan mai dibo k khaiye hain kaha :crying:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nhii just after dinner, wait kar laiyaa, warnaa salan ky satah he kah janay thay.....

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

salan k sath khatay tu zaida maza ana tha :crying: . . .