~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Ghareeboon hamaisha goshat ka he sochna , mein Mooday Qasai key dawat kha kar aai tha aur goshat ko daikhna tuk naheen chahta tha :smiley:
*** now Eshal thinking to boycott of Mooday Qasai :stuck_out_tongue: ***

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Acha tou baghair daikhay he dishain apnay shapar main ulta lee theen :hoonh:

Mooday Qasai nay pichli baar gosht acha nae diya tha…sari hadiyaan daal di thee…larai ki main nay wapis ja ker…uss ka he ranj hoga uss ko :hinna:
kash main short term faida k liye uss say larai na kerti :naak:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

aab pachtaway kia howat jub chiryaan chug gaieen khait :cobra:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

…aur Sannan nay bhar liya apna pait :barbie:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

loog ignore kartay rahtay hain aur main piat bharta rahta hoon :yummy: :smiley:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Ab yeh na keh dena k jis nay ignore kiya us ki shadi bhe attend ki thee :hoonh:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:nahi: :lb:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

:naak:
acha khana tha uss ki shadi ka :shireen:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

raaat ko dinner hi nai kiya main ne

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kuch nahi mila khanay ko :(

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abhi to nashta sy jaan chuti hai

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

itni kia majboori thee k jaan churwani pari. nahi karna tha :)

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abi abi 1:30 ghanty ke loadshedding kha k aya hu

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nashta karny sy nahin banany sy

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

meethi thee kia ?

kio ilaqa gair mein chupi poori al-qaida ka banaya hay ? :)

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

abi se nashta

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

daal chaawal

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

na yar karway badam ke tarah thee

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nahin al qaida bechari ko to nashty ki zaroorat nahin bus hosly kizaroorat hai

nashta to bhooko qoom karti hai

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

phir to mein b deserving community ki list mein ata hu. subha say bhooka baitha hu thoda nashta idhar b :)