~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

nahi laga sakta na :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

idhar bijli walay charpai b kaha tornday daitay hein :frowning:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

loo g sab ko ALLAH hafiz zindgi rahi tu kal mulaqat ho ge

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

wahhhh 1 banda a gya j

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

tenu kany kachy da pind nai c nazar aya

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

onu niki chemeri nazar nai ai ty kany kachy kitho nazar ana c

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

adi v odi nazar kamzoor nai

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

biryaani :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Noodles:hoonh:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

alloo wala samosa

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

gobi wale prathay … :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

bus sirf gobhi wala paratha kal sy aj tak

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kal raat only slice :teary2:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Slice of bread covered with Kababs :emmy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

kabaab :hinna: 4 saal pahlay apnay doost feekay kababye key shadi par he khai thay :hinna:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

uss nay 3sri shadi main nae bulya tmhain pichlay jumay ko? :eek:
Iss baar tou chicken steak bhe tha menu main :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

mein gamay halwai key shadi par invited tha last Friday ko :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Wahan kya tha menu may Halwa Puri k ilawa? :emmy:
Pichli baar main nay usay 50 rupay salami main kya day diye uss nay shadiyon main bulana he chorr diya :hinna:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

tum nay GIFT BOX naheen dia tha na :cb:
russ gullay, gulaab jaman, russ malai , sohan halwa, kachoorian, samoosay, dhai bhallay , Lassi, thanda thaar dodh :yummy: maza aa gia ..ghareeb nay 4 hours lagataar kahna khaya :yummy:

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

Gosht ki tou koi dish he nae thi :barbie:
Kya tmhain kisi refreshment center per bula liya tha gamay ghareeb nay? :emmy:
invite na kernay ka ghussa utaaring gamay pay