~**~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~**~

Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~

no bas aaj kal raat ka khana kabi kabi khata hon nashta jo start kiya hay
wese tang is laiye kal main ne extra 6 KM walk kar li thi :smiley: total 16-18 KM :eek: