Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
abhi tu breakfast kiya ha :p

mein nay kal chicken kabab, seekh kabab, chicken karachi, dhai ballay , pepsi, ice cream , nimko, biscuit kahay tha dinner mein :D
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
main ne dinner main 4 glass tang ar 3 allo-bukharay khaiye the :sid:
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
^ On a strict diet?
But 4 glass Tang ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
no bas aaj kal raat ka khana kabi kabi khata hon nashta jo start kiya hay
wese tang is laiye kal main ne extra 6 KM walk kar li thi
total 16-18 KM ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
![]()
Car pay baith ker walk ki thi kya? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
nai tang pe chal k :sid:
G - 10 se F-10
F-10 gate (Capital park) se F-8 gate tak ar pir wapis f-8 gate se g-10
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Allah himmat day
Dont walk for more than 40 mins ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Ameen
meri walk tu kam az kam 60 min to 90 minutes tak hoti hay
kal pata nai kaya howa tha more than 2 hours walk ki
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
aap excited ho gaye hon gay aik he din main superman bn’na cha rahay thay na ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
nai kher ab aisi b baat nai hay
kal jaldi chala gaya tha walk k laiye shayad is laiye ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mein nay kal chicken kabab, seekh kabab, chicken karachi, dhai ballay , pepsi, ice cream , nimko, biscuit khay tha dinner mein ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
Kis ki shadi main gaye hue thay? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
mein nay cook say pakwaya tha yah sub kuch ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
You have a cook…how rich you are
<---- rashk bhari nigahain palak jhapakna bhool gayen
Kis ki shadi ka demo chal raha tha? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
hasrat un gunchoo pe jo … ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
khiyal cook tha ![]()
Jo bin Tharki kahlay murjha gaiy ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
per aap murjhye howe tu nai hain ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
khiyal cook kaun sa hota hai? ![]()
Re: ~~ Aaaj aap ne Dinner main kaya khaya ~~
khiyal cook kaun sa hota hai? :p
khiyal k end pe i likhna bhool ge hain wo