Re: 3G & 4G
main is baat say bilkul bhi ittafaq nahin karta kiyoon kay main bhi karachi main hi pala barha hoon aur meray paas bhi cell phone tha magar mainay us ko wrong numbers kay liay kabhi use nahin kiya aur na hi meray dost aur jannay walay kartay thay. kuch logon ki waja say aap sab ko moro-e-ilzaam nahin tehra saktay