Re: 12 rabiyalawaal!
Bani Israel ki tarhan na bano Bhaand bhai…Quran main un ka zikr hai…Woh Allah :swt: ko khush karnay kay liye nayee rusoomaat lay aaye thai…Samajh rahay thay kay Allah :swt: khush ho jayen gay…
Un Rusoomat ki wajah sai Bani Israel Kufr main chalay gay aur tabah ho gaye…
Your Islam is in danger…Don’t do things that will take you out of Islam like those people of Bani Israel…