zulfain

teri zulfain bikharne ko ghata keh don tau kaisa ho
terey aanchal k urhne ko saba keh don tau kaisa ho

:omg: Height of makhan bazi. :@:

Re: zulfain

makkhan se bhii ziyaada! :slight_smile: apne ek she’r meN to maiN ne asli ghee lagaayaa thaa [asli ghee jo k ab naayaab hai! :D]…'arz kiyaa hai k:
**
tum jise kah do bhalaa, usko bhalaa kahte haiN
tum buraa kah do jise, usko buraa kahte haiN! :slight_smile:

aapke Husn ko ham maah-laqaa kahte haiN
aapkii zulf bikharne ko ghaTaa kahte haiN!! :)**

Re: zulfain

keh dena itni der lagao gey to gussa ho jae gi :halo:

Re: zulfain

keh diaya hy :)

Re: zulfain

waah :k:

Re: zulfain

:k: :lajawab: