Zuban se nikli baat

kaman se nikla howa teer

our ???

kia cheez wapas nahi aati ? :konfused:

Re: Zuban se nikli baat

Masjid se choori hue v chappal ????

Re: Zuban se nikli baat

Moun Say Nilki Hovee THOOK :hinna:

Re: Zuban se nikli baat

time. :chai:

Re: Zuban se nikli baat

Opportunities… :bobo:

Re: Zuban se nikli baat

Paait se nikli hovi ooLaad .... :D

Re: Zuban se nikli baat

Mard ki tond

Re: Zuban se nikli baat

and

Bacha

lol

Re: Zuban se nikli baat

:cb: its happend to my dad so many times

Re: Zuban se nikli baat

paper after submit to ur examiner : D

Re: Zuban se nikli baat

Kati Patang

Lutee Umang

Jawani kay Ang

Kunwaray pun kay dhung

murjha'ai hoo'ai phoolon kay rung

Re: Zuban se nikli baat

wah wah!

isi khushi main paan ho jaye

Re: Zuban se nikli baat

^ kia shaairanaa andaaz hay …kahan say arahay hain : P

Re: Zuban se nikli baat

Is main itnaa khush honay kee kiyaa baat hai Qibla bhai sahab

Re: Zuban se nikli baat

yeah poochain kay Kahaan jaa rahay hain :D

Jaanay pay yaad ayaa , aap umray pay kub jaa rahIn haiN?

Re: Zuban se nikli baat

^ chalain kahaan ja rahay hain

ps > InshAllah 14 may ko rawaangee hay : )

Re: Zuban se nikli baat

pray for me pg :please:

Re: Zuban se nikli baat

Khumar asked for Paan, to ab to Paan kee dukaan ja rahaa hoon, is say pehlay , gosht kee dukan ja rahaa thaa, Bakray kay paa'ai kahreednay kay liyay

Achcha, inshallah dua' zaroor kijee'ai gaa, hum sub kay liyay, haram shareef maiN

Re: Zuban se nikli baat

InshAllah ..GS waloon key ley Duaaon ka koota alag rakha hay

waisay koi khaas dua kerana ho t bata dain : P

Re: Zuban se nikli baat

hmmmmm dua time..

chalo Aliyish mere dua ki list dena zara PG ko. :halo: