Haar baat kehnay ki humaiN zaroorat to na thi
usay samjna hota to chehra hazar bataiN kehta hay
Lakin us ka kehna tha chehray paRna nahiN ata usay
AnkooN ki bhi zubaN hwa karti hay suna kartaiN hain
Wahan dek kaar to ghabra jata hay wo shaid—
Haan magar usay ya yaqeen tha kay hoti hay ik zuban-e-khamoshi bhi
Haan kartay karty karty wo rookh baat ka youN badalta jesy hawa ka rukh
Hum khamosh hojaty kay wo ik hi zuban samjta hay, " Zuban-e-khamoshi".
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
ZUBAN-E-KHAMOSHI
Haar baat kehnay ki humaiN zaroorat to na thi
usay samjna hota to chehra hazar bataiN kehta hay
Lakin us ka kehna tha chehray paRna nahiN ata usay
AnkooN ki bhi zubaN hwa karti hay suna kartaiN hain
Wahan dek kaar to ghabra jata hay wo shaid---
Haan magar usay ya yaqeen tha kay hoti hay ik zuban-e-khamoshi bhi
Haan kartay karty karty wo rookh baat ka youN badalta jesy hawa ka rukh
Hum khamosh hojaty kay wo ik hi zuban samjta hay, " Zuban-e-khamoshi".
hmm nice Zuban-e-Khamoshe sahee , waisey zaban khamosh rahte hey aur aankhoun sey kaam ho jata hey lolz any way u write so nice really i like it .
[QUOTE]
*Originally posted by Adeel786: *

[/QUOTE]