::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Ham unn ko daikh rahay thay action badal badal kar...
wo hamain maar rahi thi sandle badal badal kar :-(

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Iss wadaY pe kholaa thaa, teri farmaaish pe ye dhagaa
Tu Sharaabi hai, mast rakhaY gaa yeh dhagaa:hoonh:

Iss dhaagaY kaY sa’i’yaaQ maiN maazi kee haiN yaadaiN
Ik dhaagaY hee kee yaad maiN kholaa thaa yeh dhagaa :o

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

vi sejler op ad åen
vi sejler ned igen..

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

:-/

Gar apnaa kahaa aap khud samjhaY tau Kiyaa samjhaY
Mazaa kehnay kaa tub hai, jub ik kahaY aur doosraa samjhaY :grumpy:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

mujeh urdu sharabi shaer nehi ateh, is liyeh main danish shair likha hai, jo maine danish sharabion ko ghateh dehkah hai.

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

and the translation is??? :

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

something like
we are sailing
we are sailing , dont ask me danish humour, nashe meh ga reh hain

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

that makes no sense:o

Danish is a stupid language in that case :stuck_out_tongue:

Urdu poetry rocks:dhimpak:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

ofcourse urdu poetry is the best yeh koi kahne wali baat hai :halo:

mujeh koi sharabhi shaer nehi ata. is liyeh tumhe danish ghana suanyaa tha, tumhe khush hona chahiyeh

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Choom kar mut bhari aaNkoN say Gulabi kaaghaz
uss nay bhejaa hai meraY naam Sharaabi kaaghaz

:halo:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

wah wah, sharabhi kaghiz,

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

volks Wagen was and STILL IS a Great Car :k:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

bail ghari is the best

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Jaymsoo unkil apni BALEELA abhi tuk naheeN bhoolaY :hehe:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

apni pehli date main nay apni baleela urf foxy main hi marri thee :blush:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

How Romantic and poetic:hoonh: