::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Thokrain maar ke mehfil se uthatay hain mujhay
Ab uth khotay ke bachay khana kha ke jay ga

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

qabar main jab sona hoga,
juzz-e-khaak, na takya, na bichona hoga,
tanhayee main aah, kon hoyega anees?
HAM hongay................................

aur qabar ka KONA HOGA!

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

apna ik new shair

yea jo Lahoo sa ankho say aaaj tapka hay
kash wo ik ansoo he rehta to acha tha

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Khushiyon ke melon mai
duniya ke jhamailon mai
hum yeh samjhtay hain
jis ko hum nay dafnaya tha
bas usi ko marna tha

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

imran payi:
dehel gayi dharti aur kaanpa aasmaan
haqeeqat banaanay nikla tha wo qatra-e-lahoo

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

ban gia jo ik khawab umer bar k lyiay

wo sakhash ik khayal he rehta to acha tha

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

bichra kuch is ada se ke rut hi badal gai
ik shakhs saray shehar ko weeran kar gaya

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

sehra ko bohat naz hay apni virani par
daikha nahi jo us nay mera ujrha howa dil

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Wah Wah
Muqarar Muqarar

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

What if that person comes back!!!

Anwaar,
Old days will never come back, so just bear with it…what we have now, or blame for wrong decisions by some Ehlay Nazar & Khair andaish.

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

abr gir gir ke challa aata hai maikhaane ki simt..
kaash saathi ko bhi aajaye taras abh ke baras

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Kia shair hain in shairon pay kia daad doon,
Dil chahta hai tere moon pay kheench kay aik laat doon...

(Directed to no one in particular...):)

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

maloom hume sab kais miyaan ka kissa bhi...
sab aik se hain... ye ranjha bhi.. ye insha bhi

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

YouN tau Cafety bhee ho, Generality bhee ho, Shaitaan bhee ho
Tum sub hee kuch ho, bataao tau Insaan bhee ho? :halo:

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

:jhanda: for not defeating

tauba tauba for jooming sharabi

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

"us ke baap nain pakar liya mera love letter

PHILIPS LETS MAKE THINGS BETTER":D

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Is english allowed in here?

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

^ Ji haan meri terh say ijazat hay

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

insha ji uthoo ab koch karoo
is shaihar mai ji ko lagana kia

Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~

Yea there's lots of mean people on GS :(