Re: ::: Zoq-e-Aagahi ::: Jaam-e-Sharaab hai, Saqi naa pila, yeh chalkaa jaaYe hai ~
qabar main jab sona hoga,
juzz-e-khaak, na takya, na bichona hoga,
tanhayee main aah, kon hoyega anees?
HAM hongay................................
aur qabar ka KONA HOGA!