Zohra Jabeen

abay zalim admi, tum ko phir pataa chal gayaa aaj ke menu. Mujhay to kisi ne qormay ke baaray main nahi bataaya :hmmm:

adab se, tazeem se, kush ikhlaqi se, apnaa’iyat ke sath, pyar aur mohabbat se ..

aur kaise miloon gaa :smiley:

That, my friends, is the secret of success.:biggthumb

Re: Zohra Jabeen

thanks Niki :smiley:

you seem to know all my secrets :hmmm:

Re: Zohra Jabeen

Always welcome.
ya ya ya ya whatever.

Re: Zohra Jabeen

stores per or other places per milnay walee lerkion say apnaiyat muhabat piyaar chay maani daar ?

khush ikhlaqee or cheez hay or apnaaiyat or cheez

is terah to apnoo or ajnabioon main app nay koi ferq nahi chora

acha yeh to main bhool he gayee yeh sirf** lerkioon** kay sath tha : P

aray bhai, maine to waise hee eik baat ki thi, aap farsi pe utar aa'ee

:D

Re: Zohra Jabeen

TLK :smilestar:

yea kaisa topic hey

Re: Zohra Jabeen

Iraj :smilestar:

yeah waisa topic hai

Re: Zohra Jabeen

itna bokhlaa kion rahay hain : P

see I did not call you behen, I called you bhai ..

Bokhlaa zaroor raha hoon lekin paglaa nahi rahaa :p

Re: Zohra Jabeen

itna to manwa liya hay k daal main zaroor kuch kala hay : P

baqee doodh ka doodh or paani ka paani bhi kerwa dain gay : D