Zindgi

Zindgi se yahee gilla hay mujhey
Too bari dair se mila hay mujhey
Too mohabbat se koi chaal to chal
Haar janey ka hosala hay mujhey

                                                **Amir**

Re: Zindgi

[QUOTE]
Originally posted by cuteAmir: *
**Zindgi se yahee gilla hay mujhey
*
Too bari dair se mila hay mujhey

                                                **Amir** 

[/QUOTE]

Kiya yaad dila diya zalim :(

wah :) kia kehnay

zabar10 :k:

Bohat khoob...

bhut achay:k:

:k:

Wah dil se nikli awaz........brilliant!!

Thank U
SWERA,JANN LEWA,NISSA,HEART HECKER,CAPRICORN,GUEST7777.
FOR APPRICIATION.

bohut khoob