yeh hai meri kahani
khamoush zindagani
sanata keh raha hai
Q zulm seh raha hai
ik daastaaN poorani
tanhai kii zoobani
har zakhm khil raha hai
kuch mujh say keh raha hai
chubtay kaantay yadouN kay
daamun say chunta houN
girtee deewarouN kay
aanchal may zindah houN
bass yah meri kahaNi
bay nishaaN neeshaani
ik dard beh raha hai
kuch mujh say keh raha hai
chubtay kaantay yaadouN kay
daamun say chunta houN
girtee deewarouN kay
aanchal may zindah houN
abbb na koi paas hai
phir bhi ehsaas hai
… may uljhee parri
jeenay ki ik aaas hai
yadouN Ka
jungle yeh dil
kaantouN say
chal bhar lay dil
chubtay kaantay yaadouN kay
daamun say chunta houN
girtee deewarouN kay
aanchal may zindah houN…
JL : i have one older bro , a yr older than me, then younger bro who is 2 yrs younger than me and the youngest bro who is 12 now and my sis is too young for u