Re: Zindagii Jab waabal !
Zindagii jab waabal hotee hai Shairi bay me'sa'al hotee hai
tuj ko bhool or kisi janib daikay dil ke kaab yeah majaal hote hai
hountt hain band kawa'ron ke terah or Ankh .rus'wa'ay haaal hote hai
Ankh karta hoN band .mein jab'be tuh muja'jism khayal hotee hai
Tujsay Bichara .tuh. dil yeh jana hai Yaad bee kia janjaal hotee hai
Aysa Jag'ra kay Phir Reha na hoowa kia Mohaabaat be Jaaal hote hai ?
Din tu bas Uljanon mein Kattah hai Raat pur'saanay haal hotee hai
jo kay daik'ay bina he kee ja'ay Woh mohaabat kamal hote hai
jaysay Tarpay hai machli bin pani Hijir mein woh mesaal hote hai
Jab be hotee hai, tuj say baat mere shaab woh shab'bay Visal hote hai
Suraatain rah gahein bas duniya mein Seeraat tu khaaal khaal hotee hai
meree udasiyon mein bahar kay Rang zindagii kyon Jamal kohtee hai ?
darj meltee hai joh in shairoon mein Kafiyaat has'bay haaal hoteee hai
(Aliyish)
Mashallah Aliyish, you have quite a talent. Good post