zindagi

pyaar kia tum se
zindagi tere naam ki
tu zindagi mein na raha
to zindagi kis kaam ki?

by:udaas

Wah :hug:

Main nay pocha tha keh aakhir yeh taghful kab tak?
Muskurate howay bolay keh sawal acha hay !!!

Re: zindagi

Have a heart ..... hoonslaa
look this one......

Zindagi etnee muqaddas thi kay har qeemat par - ham nay sheeraza-e-hasti ko bikharnay na deeya

Very nice.....