** Zindagi **
aman hai chain hai sakoo’n hai magar* dil ko kuch
baat pareshan kiye rehti hai*** zabt aur hoslay se tay kiya hai
sara safar*** ab koi shay magar be jaan kiye rehti hai***
zindagi yunn to baray aman main guzari per ab*** her nai
baat he hairan kiye rehti hai **
Re: ........Zindagi..........
[QUOTE]
*Originally posted by Pyara sa doost: *
**
aman hai chain hai sakoo'n hai magar
dil ko kuch baat pareshan kiye rehti hai
zabt aur hoslay se tay kiya hai sara safar
ab koi shay magar be jaan kiye rehti hai
zindagi yunn to baray aman main guzari per
ab her nai baat he hairan kiye rehti hai **
[/QUOTE]
nice one payara sa thanjs 4 sharin..:)
yeh apke trha piyare hai:k::k: