Zindagi zinda dili ka naam hai
Murda dil khaak jiya karte hain
Zindagi zinda dili ka naam hai
Murda dil khaak jiya karte hain
Re: Zindagi
![]()
Kuch ishq tha kuch majoboori thi so maine jeewan waar dia
Mian kaisa Zinda aadmi tha ik shakhs ne mujhko maar dia
Re: Zindagi
Wah wah ![]()
te sochande ki pe ho?
Re: Zindagi
Zindagi zinda dili ka naam hai
Murda dil khaak jiya karte hain
baat to sahi hai magar loadshedding, mahngaii ke sabab to ab kahnaa paRtaa hai:**
zindagii murda dili kaa naam hai
zinda dil kia Khaak jiyaa karte haiN **:D
Re: Zindagi
Aap apni galli mein aake dekhain
Bohat se boorhe manjiyan daal k kameez utar k bethe hon ge:cool:
Re: Zindagi
kia yaad dilaa dii…kaash, ham bhii aisaa kar sakte
maiN to gaaoN meN bhii bachpane meN qameez nahiiN utaar paate the kiuN k Abba Huzoor kaa kahnaa thaa k:
**
“ham zameendaar haiN aur ham duusroN kii khaaleN utaarte haiN apnii qameezeN nahiiN!” **
j/k ![]()
Re: Zindagi
![]()
Re: Zindagi
Wow...per merna apnay haath mein nahin na .
Re: Zindagi
Good:cool:
Re: Zindagi
Wow...per merna apnay haath mein nahin na .
but marne ka baat nahi hai na...its abt zinda dil and murda dil...