Aji Lamhay ji, aap humein choreyay… apna bataeyay, konsa aisa suda ruswaee ka kar liya aap ne???
(Dekh Ruswaee ka sauda hai ab na kabhi
Itnni shiddat say kisi shaks ki chaahat karna)
Aur rahi baat haath utha kar maang’nay ki, tu janaab haath uthaan’e ki naubat hi nahee aee, dil ki baat khud hi poori hogaee, Muhabbat bhi mili aur tohfa-e-muhabbat bhi !