Zindagi!!
aman hai chain hai sakoo’n hai magar*** dil ko kuch
baat pareshan kiye rehti hai*** zabt aur hoslay se tay kiya hai
sara safar*** ab koi shay magar be jaan kiye rehti hai***
zindagi yunn to baray aman main guzari per ab*** her nai
baat he hairan kiye rehti hai