Re: Zindagi main to sabhi pyar kia karte hain
zindagi main tu sub pyaar kia karte hai
main tu mar kar bhi meri jaan tujhe chahongi
tu mila hai tu yeh ehsas howa hai mujh ko
yeh meri omar mohabbat ke liyeh tori hai
ek zara sa ghame dora ka bhi haq hai jis par
maine woh sans bhi tere liyeh rakh chori hai
tujh peh hojawon qurbaan tujhe chahongi
main tu mar kar bhi meri jaan tujhe chahongi
zindagi main tu sub pyaar kia karte hai
aapne jazbat main naghmat rachane ke liyeh
maine dardkhan ki tarha dil main basaiya hai tujhe
main tasawar bhi judai ka bala kaise karoon
maine kismat ki lakiro se churaiya hai tujhe
pyaar ka banke nigehban tujhe chahonga
main tu mar kar bhi meri jaan tujhe chahongi
zindagi main tu sub pyaar kia karte hai