zindagi kya hai…?
ye seenay main janam leti
hamakti........
lehlaha kr jhoomtii…
parhwan charti.............
kasmasati…
tot_ti jurti...........
kabhi biliyon uchalti…
kabhi ghut bhut k marti…
arzowon ki kahani hai........
kabhi ye badgumani hai...........
kabhi ye begumani hai........
kabhi ye khush biyani hai…
kabhi ye khush gumani hai…
kabhi nakam c kawish.......
kabhi ye kamrani hai..........
kabhi ye hukmarani c…
kabhi nye rayegani hai…
kabhi ye jadwani hai…
ye zindagi kya hai..................??
kya hai..........??