zamaney ne kaha zindagi zulm karney ka naam hai!
sooraj ne kaha zindagi roshni or andherey ka naam hai!
shayar ne kaha zindagi shaairi ka naam hai!
khilari ne kaha zindagi haar jeet ka naam hai!
parindey ne kaha zindagi aazadi ka naam hai!
gulshan ne kaha zindagi khobsurti ka naam hai!
gulaab ne kaha zindagi khushboo ka naam hai!
musafir ne kaha zindagi dukhoon ka naam hai!
ek gum-zada ne kaha zindagi bad-dua ka naam hai!
majnoo ne kaha zindagi laila ka naam hai!
kaantey ne kaha zindagi chubhan ka naam hai!
aashiq ne kaha zindagi ishq karney ka naam hai!
ameer ne kaha zindagi ishq-o-ashrat ka naam hai!
jangal ne kaha zindagi ek khamooshi ka naam hai!
singer ne kaha zindagi ek nagma hai jo nafs k taroon pe bajta hai!
Mai kehti hoon zindagi khuda ki amaanat hai jo ek roz ussey wapas karni hai !!
Re: Zindagi Kiya Hai?
Mai kehti hoon zindagi khuda ki amaanat hai jo ek roz ussey wapas karni hai !!
very nice... Sheen :)
Nice…:k:
very nice… sheen :k:
good yaar
aik beta kahta hi
Aur
Aik beta kahta hi ky zindagi Maa ki Dua Hi
Hi na?
very nice shairy
gr8 koooooooool as wind