https://fbcdn-sphotos-f-a.akamaihd.net/hphotos-ak-prn1/531761_510244545695075_1117935674_n.jpg
Re: Zindagi kia hai?
Nice :k:
per kis simt uRani hai khaaak?
Re: Zindagi kia hai?
Rukh-e-Shabab say aanchal ko jo siraktay dekha
Chaand aakash kay jhurmat say nikaltay dekha
Mujh ko mehsoos hua Dard-e-Judai kya hai
Main nay ik phool ko tanhai say bikhartay dekha
Zindagi kya hai tu mujh se pooch IS
Main nay gulshan ko baharon main ujartay dekha
Re: Zindagi kia hai?
I can't see but
zindghi kia hai
gham ka daRy'aa hai
na jeena yahaN bus maiN
na maRna yahaN bus maiN
ajab dunya hai :(