Mujahay tumahari judai ka koyee ranj nahi
Maray khiyal ke duniya main maray pass hoo tum
Ya tum nay theek kaha hai tumahain mala na karo
Magar mujahay yaa bata do koon udasa hoo tum
Khafa na hoona mari jurata takhatub par
Tumahain khabar hai mari zindagi ke aas hoo tum