Zindagi ka zaiqa

Tere gham ka namak chakh kar
bada meetha laga hai zindagi ka zaiqa mujhe

Re: Zindagi ka zaiqa

Parveen bari Namkeen… :hmmm:

Re: Zindagi ka zaiqa

namak ishq kaa.....

Re: Zindagi ka zaiqa

lol…pic dekh kar mujhe lagaa jaise DRUG ke liye kahaa gayaa ho…:cb:

Re: Zindagi ka zaiqa

kahin yeh namak karwa to nahin tha

Re: Zindagi ka zaiqa

yes same writer

Re: Zindagi ka zaiqa

zindagi to aksar logon ko kadwi hi lagti hai

Re: Zindagi ka zaiqa

laikin yahan to shair ko zindagi ka zaiqa meetha laga

Re: Zindagi ka zaiqa

es k hath me naka hy k cheni

Re: Zindagi ka zaiqa

aap likheN “Musa”, ham paRheN “Khuda”…:cb:

Re: Zindagi ka zaiqa

yehi to shayar ka bhi kehna hai ke namak cheeni lagne laga

Re: Zindagi ka zaiqa

namak itna kadwa chakh lia tha, ke phir sab meetha lagne laga

Re: Zindagi ka zaiqa

meri vaja se ap k KITNY GUN samny aarhy hein:cb:

Re: Zindagi ka zaiqa

lol…gun [hunar] yaa gun [bandooq]? :cb: phir mushkil meN Daal diyaa! :stuck_out_tongue:

Re: Zindagi ka zaiqa

:hmmm:…sach?

Re: Zindagi ka zaiqa

masla taste buds mein hai...

Re: Zindagi ka zaiqa

:k:

Re: Zindagi ka zaiqa

gun ka licence hai ya nahin

Re: Zindagi ka zaiqa

English? :hmmm:

Urdu main bud kia hota hai?

Re: Zindagi ka zaiqa

Zaiqa-e-buD :snooty: