chehra tumhara dil mein jis din se utaar gaya you lagta zindagi ka har lamha sawar gaya tum le ke ae chahatein mere dil ki rah mein sadiyon ka pyar mill gaya teri ik nigha mein paya tumein paii ik aur zindagii tanhaiyan thi jis mein wo mausam guzar gaya you lagta zindagii ka har lamha sawar gaya dewana ho raha hoon mein tumein dekh dekh kar dil pee humaar cha raha meri jaan is kadar ab mein jaha be dekhoon atay ho tum nazar kitna haseen manzar ankhoon mein tahar gaya you lagta zindagii ka har lamha sawar gaya …
:k:
bhai jee tusi bhi cha gaye ho ;)
Thanxs Hamad
paa ji aesi ki channa hey oo v tavade honday ;)
haaynnnn yah ghazal ko kuch naser main nahi likh dia app nay
yah line change waqee nahi hay ya maree ankhyn kamzoor ho gay hein:eek:![]()
Miss mujhe nahi pata ye ghazal hai ke naser meine ye kisi ke moh se suni thi jaise sunni waise hi sunah dii well koi changing karni ho tu kardena ok waise Allah na kare aap ki ankheen kharab hoon aap ki ankheen kharab ho geye tu aap humein kaise dekheen geye ;)
jenab hum app ko wasey bhee nahi dekh rahy hein yah to app nay choonky lines ko change nahi kia is lay perhty hoyy kuch naser ka sa maza aa gya… kher wasey abh jub kay samujh aa gay hay yah ghazal ya jo bhee hay to achee hay boht…:k::k:
Tavada pala hoye jasmeen jii Thanxs:)
[QUOTE]
*Originally posted by MANAN: *
Tavada pala hoye jasmeen jii Thanxs:)
[/QUOTE]
heinnn jeee kia kaha hay app nay urdu main bolien jee punjabi smaujh nahi andi hay hamein:)
janab meine kaha keh Allah ap ko khush rakhay :p
![]()
![]()
![]()
yeah thats good jasmeeen :)