Zindagi k maley mai,Khawshoon k raley mai,
tum se kya kahen janna,is qada jamely main,
waqat ki rawani hai,bakhat ki garani hai,
sakhat b zameni hai,sakhat lamaqni hai,
hijer k samander main
Takhat aur takhty ki ek he kahani hai…
tum ko jo sunani hai
baat go zara c hai
baat umer bhar ki hai
lamha bhar ki batain kab doo ghari mai hoti hai,
dard k samander mai,
un ginat jazery mai beshumar hoti hai,
ankh k jazerey mai tum ne jo sajia hai,
baat us diye ki hai,
baat us gily ki hai…
tum ko jo sunani hai
baat go zara c hai,
baat umer bhar ki hai,
jo lahoo ki khalwat mai choor ban kar ban ata hai,
lafz k faislooo pe toot toot jata hai,
zindagi se lambhe hai,
baat raat jagey ki hai,raste main kase mile,baat takhley ki hai,
takhley ki batoo mai guftagoo ezafi hai
pyar karne walo ko ek naga kafi hai
hoo sake to sun jao,ek din akele mai,
tum se kya kahen janna is qadar jamely mai…