Zindagi is qadar na rutho tum
hum bhi jeenay key aas rekhtay hain
zindagi gham ka bheega sahil tum
hum kinaray ki aas rekhtay hain
anay walay qareeb kia hoon gay
woh saharay naseeb kia hoon gay
zindagi shama ban kay bujh jayay
hum ujalay key aas rekhtay hain
Zindagi is qadar na rutho tum
hum bhi jeenay key aas rekhtay hain
dekh lain gay subhi nisabon ko
soch lein gay subhi hisabon ko
a gaya waqt jispay pachtayein
ayay na chain kaisay kho jayein
zindagi jazbaat na bekharo tum
hum suhanay say khuab rekhtay hain
Zindagi is qadar na rutho tum
hum bhi jeenay key aas rekhtay hain
shared by waseem