Yoon na mil mujh saY khafa ho jaisay
Sath chal mooj-e-saba ho jaisay
Log youn dekh ke hans detay haiN
Tu mujhe bhool gaya ho jaisay
Ishq ko shirk ki had tak na barha
Yoon na mil humsay khuda ho jaisay
Mout bhi aayi to iss naz k sath
Mujh pe ehsaan kiya Ho jaisay
Aisay anjaan banay baithay ho
Tum ko kuch pata bhi na ho jaisay
HichkiyaaN raat ko aati hi raheeN
Tu nay phir yaad kiya ho jaise
Zindagi beet rahi hai youn hi
Ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
one of ma fav
nice one
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
v nice sharing Sheal :)
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
Good One Sheal...
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
:)

nice one sheal :k:
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
thank you all :)
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
nice sharing.......................................
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
nice 1 SHeal :)
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
haan, waqeh bahot ache :)
Re: Zindagi beet rahi hai youn hi ek bay-jurm saza ho jaisay!!!
Zindagi beet rahi hai youn hi
Ek bay-jurm saza ho jaisay!!!!!!
reminded me of Faiz:
Zindagi kiyaa kissi muflis kee qabaa hai jiss maiN
Har ghaRi dard kaY pewaNd laggaY jaaataY haiN