*~*Zindaggi*~*

Khushiyan aur gham sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kissi ne na jaana, Zindagi kya kehti hai

Apni kabhi to kabhi ajnabi, aansoo kabhi to kabhi hai haseen
Daryaa kabhi to kabhi tishnaggi lagti hai ye to

Khushiyan aur gham sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kissi ne na jaana, Zindagi kya kehti hai

Khaamoshiyon ki dheemi saddaa hai, ye Zindagi to Rab ki dua hai
Choo ke kissi ne iss ko dekhaa kabhi na, ehsaas ki hai khushboo mehki hawaa hai

Khushiyan aur gham sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kissi ne na jaana, Zindagi kya kehti hai

Mann se kaho tum mann ki sunno tum, mann preet mann ka koi chunno tum
Khuch bhi kahe gi duniya duniya ki choro, palkon main sajj ke jhillmill sapne bunno tum

Khushiyan aur gham sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kissi ne na jaana, Zindagi kya kehti hai

Apni kabhi to kabhi ajnabee, ansoo kabhi to kabhi hai haseen
Daryaa kabhi to kabhi tishnaggi lagti hai ye to

Khushiyan aur gham sehti hai phir bhi ye chup rehti hai
Ab tak kissi ne na jaana, Zindagi kya kehti hai

Great

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/ok.gif

I love this song from mann.

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/smile.gif


—~—Maria—~—
~Kiya haaq wo jeena hai jo apnay hi liyay ho
Khud mit kar kisi aur ko mitnay se bacha lay~

Thanku and nawaazish! i luv it too!

http://www3.pak.org/gupshup/smilies/wink.gif


    hAsSeEn kHwAaB sAjAatI hAi,
    pHoOlOn sE mEhKaTe kHwAaB, 
    sItAaRoN sE jAgMaGaAtE kHwAaB,
     sHaBnAm Se BaRaStE kHwAaB....,

    pHiR kAbHi yOoN bHi
     HoTa HaI kEh PaLkOn
     Ki DaLiYOn sE KhWaAbOn
     Ke sAaRe PaRiNdE uRr  
     JaAtE HaIn, AaNkHeN hErAan 
    Si ReH jAaTi hAiN *"~~~~