zinda rehnai ka sabab !

kabhi chaho gay to chahat say bulaain gey tumhain
derd-e-dil hota hay kia ,dikhaain gay tumhain

muhabat hote hay kia , muhabat ker k daikh layna
phir mere pass ana ,kuch or batain gay tumhain

kabhi na aain Ankh main ansoo to aisa kerna
ek shaam mere pass ana buhat rulaain ge tumain

her pal raho gay baychain muhabat main
khyal bun ker pal pal satain gay tumhain

pochtay ho zinda rehnay ka sabab ?
chalo kisi roz Zindgee say milwain gay tumhain

Re: zinda rehnai ka sabab !

Very Nice.. :)

Re: zinda rehnai ka sabab !

mashallah

Re: zinda rehnai ka sabab !

great :k:

Re: zinda rehnai ka sabab !

very hi nice :k:

Re: zinda rehnai ka sabab !

kool :k:

Re: zinda rehnai ka sabab !

This is nice Problem _girl :k: Thanx for sharing it with us :slight_smile:

Re: zinda rehnai ka sabab !

nice one pg :)