Daagh
1
**
pahale pahal to khwaabon ka dam bharne lagati hain
phir aankhen palako mein chup kar rone lagati hain
jaane tab kyon suuraj ki khwaahish karate hain log
jab baarish mein sab deevaare girane lagati hain
tasveron kaa rog bhi aakhir kaisa hota hai
tanhai mein baat karo to bolne lagati hain
saahil se takrane vaali vahashi mauje bhi
zinda rahne ki khwaahish mein marne lagti hain
tum kya jaano lafzo ke aazaar ki shiddat ko
yaade tak sochon ki aag mein jalne lagti hain
**

AQ
2
Re: zinda rahne ki khwaahish mein...
[QUOTE]
Originally posted by Daagh: *
*
tum kya jaano lafzo ke aazaar ki shiddat ko
yaade tak sochon ki aag mein jalne lagti hain
**
[/QUOTE]
:)
Daagh
4
anwar ji :) kaafi achcha sher hai na
irem :( yeah i know...but its so true
wow keep them coming:k::k:
Koyal
6
tum kya jaano lafzo ke aazaar ki shiddat ko
yaade tak sochon ki aag mein jalne lagti hain
:k:
Re: zinda rahne ki khwaahish mein…
Such a wonderful piece… sorry I missed to check earlier …
Thanks for sharing …:k:
Daagh
14
Re: Re: zinda rahne ki khwaahish mein…
many thanks for appreciation amarbail jee 
Diva
15
tum kya jaano lafzo ke aazaar ki shiddat ko
yaade tak sochon ki aag mein jalne lagti hain
Hmmm Zabardast !
Daagh
16
[QUOTE]
*Originally posted by Beenish SR: *
tum kya jaano lafzo ke aazaar ki shiddat ko
yaade tak sochon ki aag mein jalne lagti hain
Hmmm Zabardast !
[/QUOTE]
shukriya beenish :)