Zinda qoumein nahe soutein din mein
Go kay hum sub he jantay hein khoub ter
Raat sounay kou bani hai or din hai kam kou
phir bhi sari qoum hai souti subha deir talak
Isse le ye houtay arbab e hokm tafter, khoud bhi LATE
So kam sub he houtay hein chand ghantay zaroor, LATE
sub ye he kartay hein shekwa arbab e housh or hizb say
ye nahe hai, woh na he hai moulk mai, laou baher say
woh kahtay hein such kaha hai, houkoumat geraou
hum lay aatay hein millions mang kay, bahir kisee say
bus yahe sari kharabi hai sub hum watanou key
kam kertay nahe or paissa paissa chahtay hein
Dekhtay hein arman say taleem yafta or munazum ghar kou
or khoahish kertay hein unkey bhi zindagey un jeasee hou
koun sumjahai qoum kou apni sounch hai un key tirchey
mehnat ka phal milta hai sub kou, deir hou ya saweir, zaroor
mehnat o kam kertay or dil laga ker perhtay hein woh loug
phir kahein ja kay aaram or allah allah kertay hein woh loug
kis terhan mehnat kash o tafri baz beraber hou jaein
bus aik tareqa hai kay paissay kay aewaz ye bikjaein