awwal darze ki batti di hai shayar sab ne…
ek namoona is hunar ka ye bhi hai…gaur farmaiye..
Mai ek aah bharta hun
toh meri maa raat bhar so nahi paati,
uske karodo bachche har raat bhooke sote hain,
tumhara bhagwan,
kya neend ki goliyan leta hai ?
~ Gaurav Solanki