Zikr e yaar

Sharaab pila kar mujhe be-deen na kar saQi

Agar madhosh hi karna hai to mehfil mein ziqr-e-yaar kar de…
GOOD evening

Re: Zikr e yaar

Fawad khan

chalo ab jaldi sy madhosh ho jao :cb:

Re: Zikr e yaar

^ :o

Re: Zikr e yaar

Muqa tu gussey Se madhosh Hu jayein gey :lifey:

Re: Zikr e yaar

sahe bat hy :lifey:

Re: Zikr e yaar

Main khud ko khud se milanay chala hoon ,
Husn e yaar ki gali dil laganay chala hoon !

Re: Zikr e yaar

^mujhe is sey pher ker Ek song yaad raha hai :hehe:

Ohh Ek larki ko dekha tu aisa Laga

Jese kihlta gulaab
Jese. Mota sand :omg:

Jese urta gobaar :cb:

Re: Zikr e yaar

Main khud ko khud se milanay chala hoon ,
Husn e yaar ki gali dil laganay chala hoon !

Re: Zikr e yaar

**
kisi ko yaad kerney ki koi wajha nahi huti
jo dil ko raas atey hain zubaan pe rask kertey hain **

Re: Zikr e yaar

Shidat-e-gham ko tabasum sey chupaney waley.!
Dil ka raaz nigah’on sey ayaa’n hota hai..

Re: Zikr e yaar

^*jo mila hai ussey qabool ker
Jo na Mil sakey ussey bhool ja *

Re: Zikr e yaar

wa’laikum Good Evening! :smiley:

yeh she’r langRaa hai…iskaa ilaaj karvaayeN…iskii ek TaaNg baRii aur duusrii chhoTii hai! :cb:

Re: Zikr e yaar

qabool kar ya yaad rakh… aap ne Amjad Islam Amjad ki line ko sharai bana dia :biggthumb:

Re: Zikr e yaar

yaar ko humne ja baja dekha wala yaar

ya

yaar mere yara mere yaaram wala yaar?

Re: Zikr e yaar

Main ney kuch nahi kya :no:

Re: Zikr e yaar

unintentional ka intentional maza :cobra:

Re: Zikr e yaar

IQUOTE=muqawwee123;9622516]unintentional ka intentional maza :cobra:
[/QUOTE]

Its means you chering me na Cher malanga nu :omg:

Re: Zikr e yaar

aap kab se malang bun gai? waise pappu yaar tang na kar :hehe:

Re: Zikr e yaar

^Malang or main :hayaa:

Acha pappu ka app ko bhi Pata hai :lifey:

Hum tu bhayi Jese hain wese rahein gein :stuck_out_tongue:

Re: Zikr e yaar

aap kis bhai jaisi hain? Altaf Bhai? Farooq Sattar Bhai ya phir Munna Bhai