ik sersari c nazar woh mujh pay b daal day…
aye rab-e-zuljilal usay itna khayal day…
itna b kya urooj k woh mil hee naa sakay…
woh ho sakay mera usay itna zawal day
Re: zawal de(ik sher)
ab milnay ke liye usay kiyun zawal daina hai
khud arooj par puhncho ke wo khud aa jaye ![]()
btw very beutiful ![]()
Re: zawal de(ik sher)
:k:
Re: zawal de(ik sher)
Zawal??? Us ko bud’dua to na dain ![]()
Wisay, nice sharing!
Re: zawal de(ik sher)
Allah aap ke duaon mein asar de :D