Agar aap kisi bohat hee zarrori kaam saay soo rahay houn aur koi app ko jag`ga kay disturb karta hai tau …app jaganay walay kay saath kia karain gai…
eid saay doo din pahlay main bakra shopping karr raha tha… deal final honay hee wali thee kay meray nikay salay nay phone karr kay mujhay jaa`ga dia…phone kaay baad…dubara soya tau na hee woh bakra mandi milli aur na hee woh bakray wala mila…
KKF
November 8, 2011, 11:13pm
3
Re: Zarrori Kaam.....
Khaab e rangiiN dekheN! ** :D ...us meN aisaa nahiiN hotaa :)...bakroN aur manDiyoN ke Khaab suhaane to nahiiN hote...
...is baat ko musbat andaaz se dekheN...maiN hotaa to shukria adaa kartaa k bakraa manDii kii badboo se nijaat dilaa dii :D**
Re: Zarrori Kaam…
iss wajha saay bakra mahanga mila kay aab chr din mujhay pani main paratha daboo daboo kay khana paray gaa:bummer:
Re: Zarrori Kaam…
aap ko soye ko koi kiu jagane chahe ga :hinna:
Re: Zarrori Kaam…
ahoo thats whay i am trying to say…kiun..akhir kiun…akhir main hee kiun
pktun
November 9, 2011, 3:12am
7
Re: Zarrori Kaam…
ye to barri ghambeer samasya hai bhai
KayZ
November 9, 2011, 6:56am
8
Re: Zarrori Kaam…
Agar aap kisi bohat hee zarrori kaam saay soo rahay houn aur koi app ko jag`ga kay disturb karta hai tau …app jaganay walay kay saath kia karain gai…
eid saay doo din pahlay main bakra shopping karr raha tha… deal final honay hee wali thee kay meray nikay salay nay phone karr kay mujhay jaa`ga dia…phone kaay baad…dubara soya tau na hee woh bakra mandi milli aur na hee woh bakray wala mila…
saalay ko kut lagani thee
Re: Zarrori Kaam…
bht bura hua
very sad story
Mirch
November 9, 2011, 1:39pm
10
Re: Zarrori Kaam.....
Allah ka shukar karain k aap ko khawab main bakra nazar aya, churian nazar nahi aein.
STA
November 9, 2011, 2:22pm
11
Re: Zarrori Kaam.....
ha ha. yeh thread acha lag raha hai.
OP: app nay sotay main mujh say qarza liya that ab app mujhay wapis karain, kiyon kay main to jagtay main bhi available hon app ko. :D
KayZ
November 10, 2011, 3:05pm
14
Re: Zarrori Kaam.....
lagta hay aor koi banda sotay mein koi zaroori kaam nahi karta
Panache
November 10, 2011, 3:18pm
15
Re: Zarrori Kaam…
Agar aap kisi bohat hee zarrori kaam saay soo rahay houn aur koi app ko jag`ga kay disturb karta hai tau …app jaganay walay kay saath kia karain gai…
eid saay doo din pahlay main bakra shopping karr raha tha… deal final honay hee wali thee kay meray nikay salay nay phone karr kay mujhay jaa`ga dia…phone kaay baad…dubara soya tau na hee woh bakra mandi milli aur na hee woh bakray wala mila…
Inke saath bohat zulm hua judge saab, pls insaf!!!
KayZ
November 10, 2011, 3:19pm
16
Re: Zarrori Kaam.....
Inke saath bohat zulm hua judge saab, pls insaf!!!!
aap kahi Aasma Jahangir to nahi ? Suna hay us nay bari zabardast dhamal dali thee Supereme Court Bar k elections k baad :)
Panache
November 10, 2011, 3:24pm
17
Re: Zarrori Kaam.....
aap kahi Aasma Jahangir to nahi ? Suna hay us nay bari zabardast dhamal dali thee Supereme Court Bar k elections k baad :)
Khamosh Batamiz!!! "Sorry mei aisi vulgar activities se door rehte hun."
KayZ
November 10, 2011, 3:30pm
18
Re: Zarrori Kaam.....
Khamosh Batamiz!!! "Sorry mei aisi vulgar activities se door rehte hun."
theek hay, but mainay aap ko kab kuch kaha ?
yaa apnay aap ko aasma jahangir say milana mind kar gai aur woh aap ko vulgur laga :)
Panache
November 10, 2011, 5:00pm
19
Re: Zarrori Kaam…
theek hay, but mainay aap ko kab kuch kaha ?
yaa apnay aap ko aasma jahangir say milana mind kar gai aur woh aap ko vulgur laga
confused!! Soch me gum:halo:…
KayZ
November 11, 2011, 6:58pm
20
Re: Zarrori Kaam…
sochi paya, tay banda gaya