Re: Zarra baat sunnaiN please ..
[QUOTE]
Originally Posted by James_bhaand
aap kay **paas 100 ruppay ka khulla hoga ?
**Rickshaw walay ko 27 ruppay day kar farigh karna hay
**Mairay pass sirf VISA card hay* - rickshaw wala keh raha hay kay woo VISA card accept nahi karta - Sirf AMEX ya Diners Club laita hay *
[/QUOTE]
*Hoshyar khabardar ... *
CiD ki report kay mutabiq
ik shaks jis nay lal shurt or orange patloon pehne hoye thee moon per 2 meter lambi lambi monchain theen ....or paoon main golden Khusay pehnay hoyee hay ik hath main chai ka cup or dosray hat main Akhbar ka filmi page hay
us ki bataoon ka tazad is terah samjh sakta hay
woh rikshaw ka karaya 25 rupee batata hay
or mangta 100 rupee ka khula hay
jub kay sath main yeh kehta hay kay us kay pass sirf visa hay paysay nahi
to phir yeh 100 rupee kahan say us kay pass agyee?